Pages

Ya nabi Salam alaika, Beautiful Salam by Syed Zabeeb Masood, Khalid Hassanain Khalid, Sarwar Hussain Naqashbandi

Thursday, 28 January 2016
Ya nabi Salam alaika, Beautiful Salam by Syed Zabeeb Masood, Khalid Hassanain Khalid, Sarwar Hussain Naqashbandi: Ya nabi salam alaika ya Rasool Salam alaika Ya habeeb Salam alaika salawat-ullah alaika Habeebi ya Rasool ALLAH (sall-allah-ho-alaihi-wa-ala-aali-hi-wa-sahbihi-wabaarik-wassalam) Aaqa Dil ko raas bhi tumhi ho gham shanaas bhi tumhi ho dil ki aas bhi tumhi ho dil kay pass bhi tumhi ho Ya nabi...
Read more ...

har aan ki har shaan ki hain jaan Muhammad (BPBUH)

Wednesday, 20 January 2016
Har aan ki har shaan ki hain jaan MUHAMMAD (BPBUH) hai bhala kon, nahi jis kay sultan MUHAMMAD (BPBUH) karty hain jo yaad unko har cheez say zyada dety hain unko aisa faizaan MUHAMMAD (BPBUH) dil o jaan to rehty hain munawar unke aur ban jaty hain unki pehchan MUHAMMAD (BPBUH) ghar baar hain mu'atar aisy khushbu se inke ban jain jo inke...
Read more ...

wal kadha kay wali wall hunda

Wednesday, 20 January 2016
wal kadha kay wali wall hunda jay wal aaway te wall aunda nai jinhan nu wall ay wal kadhny da ohna wal fair wal aunda nai (mian mohsin) 21-05-2007) *this is not for every one, only a few will get sense ...
Read more ...

tu sab saharon ka hy sahara

Wednesday, 20 January 2016
tere hoty huy ham khaali nahi hain tu sab saharon ka hai sahara deen o dunya ki sarfarazi hogi muqadar apna MUSTAFA (BPBUH) jo keh den k tu hai hamara han main jaon ga madinay ik bar to zaroor mujh ko sapnon me dia mere ishq ne ishara jan e janat hain madinay ki wo piyari galiyan jin me basny ko tarasta hai naseeba hamara sari ummat me ho yak'jaie to milay shun'waie mohsin ehle dard, ehle nazar sab ka yehi ek ho naara (mian...
Read more ...

dukhan pari hayaati wichon

Wednesday, 20 January 2016
Dukhan Pari Hayati wichon ki Khatiya tuun Yara Bhukhan, dukhan tay tangiyan naal ei karda rya guzara kon suny ga meri aa ky, kinon ja kay sunaawan chup chapeeti sehnda rya tuun, rya takda aalam saara (mian mohsin) ...
Read more ...

Chal Piyaa ky Des Piyaari, written by mian mohsin

Tuesday, 19 January 2016
Chal Piyaa ky Des Piyaari Chal piya ky des piyaari , kab tk rahy gi mehmaan laakhon roop bataay bhi, wo nahi tujh se anjaan chal piya ky des piyaari............... Sau Sau sapny dekhy jis ky , tan man us py daan ik jhalak dikhla ja mohy, piya main tujh pe Qurban chal piya ky des piyaari................ Batiyaan jalaawat, agar...
Read more ...

Sarwar-e-Kishwar-e-Rissaalat Taajdar-e-ins-o-deen Urdu Naat

Tuesday, 19 January 2016
Sarwar-e-Kishwar-e-Rissaalat   Taajdar-e-ins-o-deen dast-basta ham khary hain ay mere maah-e-mubeen jo khataain hm se huien touba karty hain unse ham do shifa har marz se ay dafie-al-bala-o-ranj-o-gham dar tmhara dekhny aayen sab mil kar ham hmko izn-e-haazri de do mere shah-e-umam deen-o-duniya me tera daaman rahy hm ko naseeb rashk-e-shahaan-e-jahaan...
Read more ...

apni to saari kahaani muhabbat hy

Thursday, 14 January 2016
apni to saari kahaani muhabbat hy matti g'r hy jism e adam ka khameer khameer e rooh e insaani muhabbat hy aalam e arwah sy mahshar ka safar mohsin apni to saari kahaani muhabbat hy ...
Read more ...

Asal Cheez Muhabbat hai - Paighaam e tassawuf

Thursday, 14 January 2016
Asal cheez muhabbat hai - Paighaam e tassawuf: asal cheez muhabbat hy usi muhabbat se ALLAH ne hmari rooh paida ki hmari rooh ko ALLAH ka qurb hasil tha iblees ko ye baat ek aankh nahi bhaati thi alastu bi rabikum k jawab me balaa kehny k baad hmaari muhabat ko parakhny k lye rooh ko jasad-e-khaaki me muqeed kia gya hme...
Read more ...