Beautiful naat, amazing rhythm, soothing presentation
via ytCroppe...
ASRAAR-E-ISHQ
This blog tends to reveal the mystry behind ishq(devine love) n depicts a picture in litral,philosophical and metaphorical meaning that overwhelms a reader with its true assence.
Assi ik darwaza mall bethy, nit hoor pasara naie hona Qari ijaz Shakar Garhi
Friday, 31 March 2017
Read more ...
ishq, science aur ishq ki science
Wednesday, 29 March 2017
ishq
Kehty hain keh ek bar Majnoon k kuch doston ne, jis pathar pr beth kr majnoon Laila ka deedar kia karta tha wo pathar sharaartan Garam kar k rakh diya, #Qais (majnoon) hasab e aadat aa kar usi pathar pr betha, mehve deedar e yaar hua aur kuch dair baad jb uth k jaany laga to doston ne istifsaar kiya k kiya tmhe aaj ye pathar garam nahi laga? to majnoon ne jawab diya, "main laila k deedar me hi itna mehav tha k pathar ki...
Gilla o Tashakur ishq e majazi vs ishq e haqeeqi
Wednesday, 22 March 2017

{ishq e majaazi} Gilla
ye mazaaj e ashiqi hai, ya meri inteha-e-shauq
jaan leta hon teri har bat tere kalam se pehly
bun'ta hon din bhar gham-e-yar ki maala
jalty hain diye ankhon me sar-e-sham se pehly
adhora hi rahy ga qisa e barbadi e hasti
sun le k nhi hoga biyan tere naam se pehly
[ mian mohsin ] 22-03-2017
...
Sada Chiryan Da Chamba Way Babala Assan Udd Jana - Beautifully Sung by Ali Abbas
Wednesday, 22 February 2017
Sada Chiryan Da Chamba Way Babala Assan Udd Jana
Dear readers, see the picture with another angle,
though departure of a daughter after her marriage is an emotional part of life for both, the girl who is going to start next phase of her life and for rest of the family but
we can see some other meanings in this poetry as well.
I'm going to present an example of
such a person who've spent his whole life...
kushtagaan e khanjar e tasleem raa
Tuesday, 25 October 2016

“Kushtagaan-e-khanjar-e-tasleem raa, Har zamaan azz gheb jaan-e-deegar ast”
“For the victims of the sword of divine love, there is a new life every moment from the unseen”
...
Yeh Galiyon ke aawaaraa bekaar kutte - Poem written by Faiz Ahmad Faiz
Tuesday, 25 October 2016

Yeh galiyon ke aawaaraa bekaar kutte
Ke bakshaa gayaa jinko zauq-e-gadaai,
Zamaane ki phatkaar sarmaayaa unkaa
Jahaan bhar ki dhatkaar unki kamaai.
Na aaraam shab ko na raahat sawere;
Ghilaazat mein ghar, naaliyon mein basere.
Jo bigde to ek doosare se ladaa-do;
Zaraa ek roti kaa tukdaa dikhaa-do.
Yeh har ek ki thokarein khaanewaale,
Yeh...
ruh ki parwaz - istiqamat - consistency wins reward
Thursday, 22 September 2016

ruh ki parwaz - istiqamat - consistency wins reward:
Mamool Mukh'taSir magar Must'kil ho Mohsin
yeh Ghiza Ruh ki parwaaz bar'ha deti hai
[mian mohsin]...
Subscribe to:
Posts (Atom)