Pages

kushtagaan e khanjar e tasleem raa

Tuesday, 25 October 2016
“Kushtagaan-e-khanjar-e-tasleem raa, Har zamaan azz gheb jaan-e-deegar ast” “For the victims of the sword of divine love, there is a new life every moment from the unseen” ...
Read more ...

Yeh Galiyon ke aawaaraa bekaar kutte - Poem written by Faiz Ahmad Faiz

Tuesday, 25 October 2016
Yeh galiyon ke aawaaraa bekaar kutte Ke bakshaa gayaa jinko zauq-e-gadaai, Zamaane ki phatkaar sarmaayaa unkaa Jahaan bhar ki dhatkaar unki kamaai. Na aaraam shab ko na raahat sawere; Ghilaazat mein ghar, naaliyon mein basere. Jo bigde to ek doosare se ladaa-do; Zaraa ek roti kaa tukdaa dikhaa-do. Yeh har ek ki thokarein khaanewaale, Yeh...
Read more ...

ruh ki parwaz - istiqamat - consistency wins reward

Thursday, 22 September 2016
ruh ki parwaz - istiqamat - consistency wins reward: Mamool Mukh'taSir magar Must'kil ho Mohsin yeh Ghiza Ruh ki parwaaz bar'ha deti hai [mian mohsin]...
Read more ...

Na yeh baat zaat rang say hai na yeh baat chaal dhang say hai

Wednesday, 7 September 2016
Na yeh baat zaat rang say hai na yeh baat chaal dhang say hai na maal o zar say hai wasta,  na jaah o hasham ki talab koi na kisi nashy me wo bat hai  jo teri deed ki umang say hai na yeh bat zaat rang say hai,  na yeh bat chaal dhang say hai mohsin qaaim suhaag sada,  apnay pi kay sang say hai [mian mohsin] نا...
Read more ...

The Biggest DISEASE is HOPELESSNESS and the Biggest MEDICINE is SELF Confidence

Thursday, 25 August 2016
The Biggest DISEASE is HOPELESSNESS and  the Biggest MEDICINE is SELF Confidence [mian mohsi...
Read more ...

khafa ho woh mujse to khud se rooth jata hon main

Thursday, 4 August 2016
kuch is taur se apna ta'aluq nib'hata hon main khafa ho woh mujse to khud se rooth jata hon main [mian mohsi...
Read more ...

You Can Get Priceless Happiness out of small acts - wisdom quotes

Thursday, 4 August 2016
You Can Get Priceless Happiness out of small acts, on the other hand, you can ruin the most precious moments for useless stuff....! [mian mohsin] ...
Read more ...

Khuda Khair kary

Wednesday, 20 July 2016
ai nhi koi unki khabar khuda khair kry kr lia boht dil p jabar khuda khair kry hota nahi ab aur sabr khuda khair kry aah b ki to gai be asar khuda khair kry pry hm p b kbhi unki nzr khuda khair kry [mian mohsin] ...
Read more ...

Aurat aik azeem tuhfa e khuda'wandi

Wednesday, 20 July 2016
Aurat aik azeem tuhfa e khuda'wandi - orat - Woman is one of the biggest gifts ALLAH blessed to a MAN Mohsin-e-khulq ka ek naam haleem b hai, jiske maeni hilm, bardasht aur burdbaari se kaam leny wala hain........ haalat o waqiyat ko un se barwaqat chutkaara paneyki taqat na hony se ki wja se jheelna sabar kehlata hai, lekin agr waqiyat...
Read more ...

tu jo chahy to qatray ko dariya kar day - Hamd e bari ta'ala

Wednesday, 20 July 2016
Tu jo chaahy to qatray ko dariya kar day aur jo chahy to samandar ka b qatra na rahy dard e dil ki de de mjy daulat ya rab aur phir doori ka b mujy koi khatra na rahy [mian mohsi...
Read more ...

boht kuch badal gayaa mohsin

Wednesday, 20 July 2016
Rafaqaton ne di khushiyan, mana aur  thory    gham   b    sahi huwa hijar me sukoon bar'baad aur aankh pur nam  b sahi ishq k hathoon majboor ik jahaan kiya ajab  ek   tum  b  sahi judaai, be rukhi, sakhtiyaan saheen mizaaj e yaar bar'ham b sahi boht kuch badal gayaa mohsin chalo...
Read more ...

Na mi daanam Cheh manzil bood shab jay k man boodam

Thursday, 26 May 2016
na mi danam che manzil bood shab jay k man boodam I don't know what was the place where I was at the previous night ba har su raqs e bismil bood shab jay k man boodam every where, half slaughtered hens (birds) were dancing at the place where I was last night pari paikar nigaare, sarw qadde, laala rukhsaar e samaan e har aafat e dil bood shab jaay k man boodam face like fairy tales, suitable...
Read more ...

Special VS Ordinary - A unique point of view

Tuesday, 24 May 2016
Special VS Ordinary - A unique point of view "having some unique feature is something ordinary in all the special things, while all the ordinary things have a specialty that they don't have anything eve...
Read more ...

Russ na saanwal yaar Mudataan beet gaiyan Kalam khawaja Ghulam Farid by Syed zabeeb masood and Khalid Hussnain Khalid

Thursday, 12 May 2016
Russ na saanwal yaar Mudataan beet gaiyan Kalam khawaja Ghulam Farid by Syed zabeeb masood and Khalid Hussnain Khalid ...
Read more ...

Naina Roye by Massoma Anwar Maalik Movie, full song

Tuesday, 3 May 2016
Naina Roye by Massoma Anwar Maalik Movie, full song: ...
Read more ...

Khud Shanaasi Hazaar naiymat hai

Tuesday, 3 May 2016
KhuD ParaSti g'r na ho Mohsin KhuD ShaNaaSii HaZaar NaiyMat Hai                          (mian mohsin) If you are not an egoistic knowing your own self is a great blessin...
Read more ...

Ya nabi Salam alaika, Beautiful Salam by Syed Zabeeb Masood, Khalid Hassanain Khalid, Sarwar Hussain Naqashbandi

Thursday, 28 January 2016
Ya nabi Salam alaika, Beautiful Salam by Syed Zabeeb Masood, Khalid Hassanain Khalid, Sarwar Hussain Naqashbandi: Ya nabi salam alaika ya Rasool Salam alaika Ya habeeb Salam alaika salawat-ullah alaika Habeebi ya Rasool ALLAH (sall-allah-ho-alaihi-wa-ala-aali-hi-wa-sahbihi-wabaarik-wassalam) Aaqa Dil ko raas bhi tumhi ho gham shanaas bhi tumhi ho dil ki aas bhi tumhi ho dil kay pass bhi tumhi ho Ya nabi...
Read more ...

har aan ki har shaan ki hain jaan Muhammad (BPBUH)

Wednesday, 20 January 2016
Har aan ki har shaan ki hain jaan MUHAMMAD (BPBUH) hai bhala kon, nahi jis kay sultan MUHAMMAD (BPBUH) karty hain jo yaad unko har cheez say zyada dety hain unko aisa faizaan MUHAMMAD (BPBUH) dil o jaan to rehty hain munawar unke aur ban jaty hain unki pehchan MUHAMMAD (BPBUH) ghar baar hain mu'atar aisy khushbu se inke ban jain jo inke...
Read more ...

wal kadha kay wali wall hunda

Wednesday, 20 January 2016
wal kadha kay wali wall hunda jay wal aaway te wall aunda nai jinhan nu wall ay wal kadhny da ohna wal fair wal aunda nai (mian mohsin) 21-05-2007) *this is not for every one, only a few will get sense ...
Read more ...

tu sab saharon ka hy sahara

Wednesday, 20 January 2016
tere hoty huy ham khaali nahi hain tu sab saharon ka hai sahara deen o dunya ki sarfarazi hogi muqadar apna MUSTAFA (BPBUH) jo keh den k tu hai hamara han main jaon ga madinay ik bar to zaroor mujh ko sapnon me dia mere ishq ne ishara jan e janat hain madinay ki wo piyari galiyan jin me basny ko tarasta hai naseeba hamara sari ummat me ho yak'jaie to milay shun'waie mohsin ehle dard, ehle nazar sab ka yehi ek ho naara (mian...
Read more ...

dukhan pari hayaati wichon

Wednesday, 20 January 2016
Dukhan Pari Hayati wichon ki Khatiya tuun Yara Bhukhan, dukhan tay tangiyan naal ei karda rya guzara kon suny ga meri aa ky, kinon ja kay sunaawan chup chapeeti sehnda rya tuun, rya takda aalam saara (mian mohsin) ...
Read more ...

Chal Piyaa ky Des Piyaari, written by mian mohsin

Tuesday, 19 January 2016
Chal Piyaa ky Des Piyaari Chal piya ky des piyaari , kab tk rahy gi mehmaan laakhon roop bataay bhi, wo nahi tujh se anjaan chal piya ky des piyaari............... Sau Sau sapny dekhy jis ky , tan man us py daan ik jhalak dikhla ja mohy, piya main tujh pe Qurban chal piya ky des piyaari................ Batiyaan jalaawat, agar...
Read more ...

Sarwar-e-Kishwar-e-Rissaalat Taajdar-e-ins-o-deen Urdu Naat

Tuesday, 19 January 2016
Sarwar-e-Kishwar-e-Rissaalat   Taajdar-e-ins-o-deen dast-basta ham khary hain ay mere maah-e-mubeen jo khataain hm se huien touba karty hain unse ham do shifa har marz se ay dafie-al-bala-o-ranj-o-gham dar tmhara dekhny aayen sab mil kar ham hmko izn-e-haazri de do mere shah-e-umam deen-o-duniya me tera daaman rahy hm ko naseeb rashk-e-shahaan-e-jahaan...
Read more ...

apni to saari kahaani muhabbat hy

Thursday, 14 January 2016
apni to saari kahaani muhabbat hy matti g'r hy jism e adam ka khameer khameer e rooh e insaani muhabbat hy aalam e arwah sy mahshar ka safar mohsin apni to saari kahaani muhabbat hy ...
Read more ...

Asal Cheez Muhabbat hai - Paighaam e tassawuf

Thursday, 14 January 2016
Asal cheez muhabbat hai - Paighaam e tassawuf: asal cheez muhabbat hy usi muhabbat se ALLAH ne hmari rooh paida ki hmari rooh ko ALLAH ka qurb hasil tha iblees ko ye baat ek aankh nahi bhaati thi alastu bi rabikum k jawab me balaa kehny k baad hmaari muhabat ko parakhny k lye rooh ko jasad-e-khaaki me muqeed kia gya hme...
Read more ...